Saturday, February 5, 2011

Do take Ka Munim by Puneet Rajhans

Is do take ke munim ke dhan se bach saka na koi, yeh iska kaala dhan ha joh paanch saal tak isko doosre ke ghar mein zabardasti ghoosne ki izzazat deta hai puri.
Yeh do take ka criminal aisa socha ki apne ladke-cum-maukar se doosre ke ghar mein dhaba bole taki iski paanch saal ke muriyaad sab jagah pachue.
Isne tapping, snooping, forgery aur criminal activities mein maharathi hasil ki hai tabhi toh raat ke 8 se subah ke 6 baje tak iske naukar aur iske bahar ke log doosre ke ghar mein ghoosne ki puri koshish ki zindage ji ha. Jab letter aur courier (bank statement included) phate haal aur late pachute aur bahut baar nahin pachute toh samaj jao yeh forgery mein laga ha.
Paanch saal mein paanch din isne na choda doosre ka gate aur deewar lagna ki puri koshish mein aur ghoos ke andar se bahar kitni baar aaye yehi kiya iske logo ne.
Aaj se do saal pehle (isne khareeda hai sab colony ke chowkidaar ko) ek colony ke guard ne lagatar teen dino tak gate par hamla kiya aur baad mein kaha ki gali ka dog hamla kar raha hai. Yeh toh iska paisa hai joh doosre se hamla karvata hai. Wah paisa kya Kya na karvata.
Puri zor ajmaish is papi munim aur papi santaan-cum naukar ne ki tabhi toh iski santaan aisi papi nikali. Saantan-cum naukar bar bar poochte ladke ko bahar nikalo nahi toh hum andar ghooste.
Iske kale resources ki kahani hai ek car chalak joh iske isara pe teen saal tak nacha kyunki uske ghar mein advance mein bhet bhej di. Khareed liya hain isne auro ko bhi khareedega.
Naukar ke bal par karta hai yeh shaan kyunki jab bhi naukar bahar se dastak dekar andar aata yeh apne black ka nazrana pesh karta.
Iski shareer ki zaroortein hain jo isko majboor karta hai isko ladke doodhna ke liye. Yeh pata na tha iske sareer ka yeh demand. Picchhle 48 ghante mein iske logo ne 19 baar (bahar nikal kar) ladke ki pharmaiyish ki ha.
Ladka yeh khojta hai. Arrey naukar bhi toh Ladka ha(Jeeta jagta bhagta gate todta gate hilata). Ek kamau ladka aur ghar ke kaam poore karte. Isse accha ladka tuje kahan milega.
Logo ne bus mein me kaha ki ab ladke ki khoj hogi puri kyunki naukar hi karega ladke ki zaroorat puri.
Phir bhi todega yeh gate, hilayege gate ka lock, marega dhakka, phone ki baatein soonega apne aadmi se peecha karveya, goons ki mehfil sajayege aur bhokega yeh karega yeh aur iski paapi santaan kyunki behisaab paisa hai iski shaan.
Aao aisa do take ke intruder ko salaam karein. Agar salaam nahi kiya toh yeh karadega hamara samapan kalyan.


Raat ke andhere mein karega yeh operate ab samaj jao kitna paisa kiya hai isne samate. Samaj jao jab yeh ladke ki pharmaiyish rakhega aur raat mein ghoosne ki koshish karega iska khareedne ka agenda zari hai aur ladke ke dwara karani maalish zaroori hai. Paanch saal mein isko maalish ka bhoot sawar hein aur iske liye ladka dhoondh raha ha.

Paanch saal mein isne aatank ka mahaul khada kiya ha. Kar leta aisi do take ki harkatein kisi mediawallah se. Paanch saal joh isne gavaye hain aisi paapi kahani kisi doosre ke saath na dohra pata.

Bahut der ho gaye is sacchi katha ko likhne mein. Aao aur iski paise ki taqat par light dalein.

No comments:

Post a Comment