Monday, March 7, 2011

Jo sudhar na saka by Puneet Rajhans

Jo sudhar na saka by Puneet Rajhans

As i board another bus with another set of people, there is one gentleman who is duty bound to spell out the nature of influence on him. He is upfront. The bus is heading towards Rewari and he is more than forthcoming in spelling out the good life he has led.
He begins : "Yeh hai bahut bada munim jo sudhar na saka." The munim he is referring to and his henchmen have been the most watchable events in the place of his assimilation. Is munim ke paas hai itni taqat ki yeh doosro ki ghar mein ghusne ka adhikar ki rakhta hai dwawat. Picchle char saal se zyada (More than four years) isne doosro ke ghar mein ghoosne ki taqat hasil ki hai. Yeh hai is munim ki kahani jo doosre ke ghar mein ghoosene ki adhikar sunata apne jubani. Bolte hai ki iske paas hai itna paise ki yeh apni range of demands subhe roj rakhta.
Yeh hai do take ka munim aur iski do take ki harketa jisko rok na saka samaj ki koi bhi bandishe. Isne doosro ke ghar mein ghoosene ki maharathi hasil ki hai and is kaam mein iske logo ne nayee jaan phooki hai. Iska ka himachali molester naukar joh raat hote hi doosre ke gate mein aur uske lock par karta hai vaar kyunki yehi hai iska adhikaar.Laki ke dande se karta hai vaar. Is adhikaar mein iske naukar aur chowkidaar ne kitne baar doosro ke ghar mein ghoose, rat hoi ya din sabhi samay ek jaise lage. Chaar saal tak doosre ka gate khol khol ke inhone ne apna dikhaya hai adhikar.

Kuch swar jo himachali naukar ke muh se nikle; "Ladka naha rahai, ladka aa gaye hai, ladka bathroom mein hai, ladke ko bahar nikalo. Ladke ko ham theek kar denge. Ladka naha raha hai aur bahar aane wala hai." Ladke ki kheti yeh karta hai aur is kaam mein chaar saal se laga hai.
Apne paise ke baL bute isne doosre ko kharida, na bach saka colony ka guard aur na bach saka colony ke driver. Do saal pehle rakhi thi inhone maang(demand). Ki tod do gate aur tod do deewar. Yeh himachali naukar subah munim ke paas jata aur poochta ki mujhe kab aur kaise ladke ki talash karna hai. Subah aur shaam iske ghar ke bahar teen driver, teen chowkidaar aur naukar ki mehfil lagti hai aur ladke ki khoj suru hoti hai. Har hafte naye aadmi aate western UP se and nazar rakhte makaan aur insaan par.
Yeh upfront hai. Yeh kehta hame ladka chaiyye aur pure peak par hote hai jab koi insaan bahar aate. Inki mehfil se log hote hai rubaru aur ander munim ko aati hai nayee khosboo. Jo bhi letter aate, courier aate, dawai aati, sab iske dwar se gujarte. Kyunki isko dikhana hai zarrori kyunki isne sabko khareeda hai apne daulat se poori. Yeh munim aur iski saantan kabhi apne chowkidaar se poochta: "Kya ladka dikha? Kya ladka bola? Us par nazar rakh" Aur cowkidaar apni sahmati dikhata. Doosre driver aur iske naukar kehta : "Ladka aaj nahi dikha. Ladke ko bahar nikal."
Iski santaan aur khanddan bhi hai utni paapi kyunki doosre ke ghar mein ghoosna, landline ko tap karna, letter/courier /bank statement gayab karna hai inki majboori. Doosre ke ghar mein courier aur saman bechnewale ke bahane log bhejta hai kyunki koshish hai kaise andar dhaba bole. Ho sakta hai forgery ho inka naya mukaam jab yeh letter, courier gayab karte.
Jab Jharkandi tenant rahta tha, to iske admi door se poochte the: Kya ladka hai? Kai mehino tak isne door se kiye aise sawaal jis phar sabe ne jatai ki na hoga aise sawwallo ka aakal.
Subah se shaam inke ghar ke bhar ki mehfil mein yeh apni demands rakhte ki kaise doosre ke ghar ki gate tode our lock se fiddle kare. Jab yeh makaan mein ghoose char saal se pehle isne socha aas paas ke dwellings bhi aate iske adhikar mein jaise taise. Doosre ke driver aur typist ko bhi isne khareeda kyunki paise ke bal par duniya ko khareed na chahta hai. Kyunki iske naukar ne doosre ke driver aur typist ko yeh kaha : "Tum meri duty karte ho Iski nahi."
Yeh paise ke bal par sab driver,chowkidaar ko khareedega kyunki paisa bota hai. Iske paise ne hamein ghar par bandh rakha hai kyunki kab iske aaadmi hum par kar de vaar. Hum jaye kashmere gate ya rajokri iske aadmi sab jagah hote pure puri.
Duniya hai iski muthi mein, duniya hai iski taqdeer isne doosrein ki taqdeer likhna samjha hai apni pehili laqeer.
Aao isko salam karein aur salaam karein iski paise ki taqat ko. Himachali Naukar kya boora hai. Ghar ke kaam bhi kar dega aur Kamata bhi hai. Perhaps this Himachali don is preparing himself to adorn the mantle as the search for the boy would eventually lead to him. The search for the boy is so frantic from his side (day in day out) that finally all gates would lead to him and the intruder don would have to settle for him. Finally you are in Trymabek or in Nagar, this paapi munim has set his men on you. Had toh tab ho gayee jab Tryamek mein isne kisi tenant se saat dino tak foot thumping karaye din or raat. After all his paisa bolta ha aur log bikte hai. But the moot question is are people who are supposed to enforce law and order are also keeping a tab? Multiple stalking at its best?

No comments:

Post a Comment